***Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-893***
** Qayaamat mein kinhe Ruswa kiya jaayenga ??**
Jinhoney Deen mein jhuthee jhuthee Baatey (bidaat) badhaakar Apna deen banaya uunke uupar Qayaamat mein Laanat bheji jaayengee aur Sar e Aam uunhe Zaleel aur Ruswa kiya jaayenga !!
------/---------/----;-;;;--------/----------/----
BUMPER OFFER!!
Kam Mehnat-Ziyaadaah Sawaab
Mafhum e Hadees ke mutabiq Hazrat Maa Safiyaa رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه se Riwaayat hai ke (ek martaba) RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم Tashreef laaye tab Merey Paas (tasbeeh padhne ke liye) 4000 Chaar Hazaar Khajur ki Ghuthliya rakhi hue thi jinpar mein Tasbeeh padh rahi thi...RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne Irshaad Farmaya :

Mai jab se Tumhaare Paas aakar Khada hu (itne kam waqfe mein) issey Ziyaadaah (sawaab milnewali) Tasbeeh padh chuka hu...!!
Hazrat Maa Safiyaa رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ke Israar par RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne ye Tasbeeh batayi :-
Sub-haa-naLLAHi Adada Maa Khalaqa min Shay-in.
FlashBack - ye Aaj ka Sabaq pehley bhi diya gaya tha jiska Number MYP-AKS- 228, MYP-AKS- 726 aur MYP-AKS- 835 tha/hai.
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
----------/----------/----------/----------/------------/----------
Note : Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.
----------------------/-----------------/----------------------
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..
_________//_________//____________//_______
Post a Comment