*** Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-892 "***
**Deedaar e Elaahee**
Jannat mein Jannateeo ko Deedaar e Elaahee ka Sharf ata honga in sha ALLAH
Deedaar e Elaahee se Bada koi Inaam Naheen hai !!
Deedaar e Elaahee se Bada koi Inaam Naheen hai !!
3 Martaba padho, 3 Khajur ke Darakht Jannat mey lagaao
Sub-haanALAAHil Azeemi wa-bi-Hamdihi
Mafhumi Tarjama :
(mai bayaan karta hu ke) Paak hai ALLAH (jo Bada) Azmatwala aur (Tamaam) Hamd (Tareef) ALLAH (hi ke liye hai).
Note :
1) ye Mafhumi Tarjama hai, lafzi ya word by word Tarjama Ulma se MaAluum kijiye...
2) ALLAH ko Aap ki jagah Tu se Mukhaatab karney mey Tavheed aur Pyaar ki Jhalak hai, gairuLLAH ko Pukaarney wala gairuLLAH ko kabhi Tu se Mukhaatab Nahin kehta...!!
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.

Note : Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.
___________//___________//__________//_____
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..
__________//___________//__________//______
Post a Comment