*** Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-894***
**NafsaaNafsee !!**
AbuDaawuud Shareef kee Hadees ke Mafhum ke Mutabiq Qayaamat mein 3 Jagah koi kisee ke kaam naheen aayenga :
1) Jab Aama'al Tole jaayenge...
2) Aama'al Naama milney ke Waqt
3) Pool Siraat par.
1) Jab Aama'al Tole jaayenge...
2) Aama'al Naama milney ke Waqt
3) Pool Siraat par.
Nukta...Point...
Samandar mein jab Jahaz Dubney lagta hai toa koi dusrey ki Fiqr Naheen karta....Uupar likhey Teeno Mookey ke Waqt Dubtey hue Jahaz se bhee Bura Manzar honga !!
------------;;;;--------------/-----------;;;;;--------------/-----
Ye 2 Kalimaat hamesha padhtey Rahiye kyunke ye Kalimaat) Zubaan par (padhne ke atebaar se) Aasaan (halke) hai, (lekin Neki ke Aitbaar se) Mizaan (taraazu) par bhaari hai (aur) Rahmaan (ALLAH) ko bahoot pasand hai
(mafhum bukhaari Shareef)
(mafhum bukhaari Shareef)
Sub-HaanALLAHI wa-bi-Hamdihi Sub-HaanALLAAHiL Azeem...
Fazilatey :
• 2 Khajur ke Darakth Jannat mey lagaaye jaayenge.
• ALLAH tAala Raazi honga…
• 2 Khajur ke Darakth Jannat mey lagaaye jaayenge.
• ALLAH tAala Raazi honga…
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Note : Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.
------------/-----------/----------/-----------/----------/-----
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..
___________//_________//__________//_______
Mashaallah
ReplyDelete