****Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-888****
**Yawm ul Qiyaamaah**
1) Qayaamat ke Aaney par Imaan (belief) rakhna Farz hai aur Qayaamat ka Aana Yakeenee (Confirm) hai !!
2) Hazrat Aadam a.s. se lekar Qayaamat ke Din se Pehle Paidaah hue Aakhri Insaan ka Hisaab - kitaab honga aur uunhe Jaza mein Jannat ya Saza mein Dozakh milengee es Baat par Imaan lana Farz hai aur eska hona Yakeenee hai !!
3) Hazrat Aadam a.s. se lekar Qayaamat ke Din se Pehle Paidaah hue aakhri Insaan mein se jinkee Mavt ho chuki hongee uunhe Dobara Zinda kiya jaayenga es Baat par Imaan lana Farz hai aur eska hona Yakeenee hai !!
_________//__________//___________//______
Anmool DuAa
Imaan ki Hifaazat ka QurAani Nuskhaah
Awwal - Aakhir 1/Ziyaada Martaba
Duruud shareef ke saath 1/Ziyaada Maangiye/Padhiye
Imaan ki Hifaazat ka QurAani Nuskhaah
Awwal - Aakhir 1/Ziyaada Martaba
Duruud shareef ke saath 1/Ziyaada Maangiye/Padhiye
Inna Salaatee wa Nusukee wa Mahyaa-ya wa Mamaatee liLLAAHee Rabbil Aa’lameena Laa Sharika Lahu.
Tarjama : Yakeenan, Meri Namaaz, Meri Qurbaani aur Mera Jeena aur Marna ALLAH ke liye hai (jo)saare Aalamo ka Rabb hai (aur) Nahin (koi) uuska Shareek (partner)...
Note :- ye Mafhumi (gisty) Tarjama hai, Lafzi-Word by Word Tarjame ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan ya Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan ka mutaala kijiye.
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Note : Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.
_________//__________//_________//________
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..
_________//_________//__________//_________
Post a Comment