***AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-188****
***Huquq ul Ibaad/Human Rights -176***
*Imaan kee Halaawat ka Sabab :*
TawaazuN aur Esaar
TawaazuN aur Esaar
TawaazuN aur Esaar ke Dushman : Taqabbur aur Khudgarzee
Ettehaad-Unity-Ekta ke liye Apney Andar 2 Baatey Paidaah karna zaruri hai :
1) TawaazuN yaanee Atedaal (Balance in all aspects), jis Insaan mein TawaazuN hongee wo Apna Haq Dusron par Nahee samajenga aur jab Apna Haq hee Naheen samajenga toa Jhagdaa Paidaah hee naheen honga...Tamaam jhagde kee bunyaad hee Apney Haq, Apnee Ana, Apnee Khwaaeesh, Apnee Nafs kee Riza hai...
2) Esaar yaanee Dusro kee Raahat ke liye Khud kee Raahat kee Qurbaanee dena, agar har Insaan mein Esaar Paidaah ho jaye toa Uummat mein Ettehaad Paidaah ho jaaenga...
TawaazuN aur Esaar kee Zeed (opposite) Taqabbur aur Khudgarzee hai, Agar hamaarey andar Taqabbur aur Khudgarzee dur ho jaaye toa hamarey andar Khudbakhud (automatic) TawaazuN aur Esaar Paidaah ho jaayenga...

Nuktaa...Point...
Jis Insaan mein TawaazuN aur Esaar kee Sifaat Paidaah ho jaatee hai uusey aisee Imaan kee Halaawat Naseeb hotee hai jiske Muqaabley Dunyaa kee Tamaam Neamatey Bekaar hai !!
--------------------------/------------------/------------------
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..
-------------/-----------------/--------------/----------------
Post a Comment