****Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-878*****
***Safar e Mearaaj - 9***
***Safar e Mearaaj - 9***
Saatve Aasmaan par Hazrat Ebraaheem a.s ne RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ke zariye humey ye paigham bheja hai ke Jannat Ek Chatiyal Maidan hai, ismey Darakth lagaaney ke liye Tisra Kalma padhkar Jannat mey Darakhth laganey ki tAalim di..
Phir RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم SIdRaTil Muntaha (53:14) ki taraf Ravaana hue...
Phir RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم SIdRaTil Muntaha (53:14) ki taraf Ravaana hue...
(baaqi kal inshaALLAH To be continued...)
Note : Aaj ka Sabaq No. 542 aur Aaj ka Sabaq No. 878 kee Audio/image Ek hee hai, sirf Number Badli karke release kee gayee hai lihaaza jinhone Aaj ka Sabaq No. 542 kee Audio/Image Download kee hai wo double se Aaj ka Sabaq No. 878 kee Audio/Image Download Naa karey...Yaad rahey, Downloading jitnee kam kee jaayengee uutnaa hee Deen ka Faaydaah hai....Deen ke Dushmano ko Ek GB Downloading par Rs.20/- Bees Rupye Munafa milta hai jismese Rs.5/- BeDeene Failaaney mein Kharch hota hai lihaaza Sakht Zarurat aur Majburee mein hee Downloading kijiye...
----------------/--------------/-----------------/---------------
Tisrey Kalmey ki Fazilat
Sub-haa-naLLAHi, wal Hamdu lilLAAHi, wa Laa ilaaha il-lal Laahu, WaLLAHU Akbar, Wa Laa Hawla Wa Laa Quwwata illa BilLLAHil Alyyil Azeem.
* Ek Martaba bhee Padhney par Saarey Gunaaho ko ALLAH MuAaf kar denga*TnC
• Har Jumle ke badle Uhud pahaad ke Barabur Nekiyaa.
• Jannat mey Darakth lagaya jaayenga.
• (ALLAH ke yahan) Aasmano mey Tazkirah honga.
• ALLAH ka saath
• Har Jumle ke badle Uhud pahaad ke Barabur Nekiyaa.
• Jannat mey Darakth lagaya jaayenga.
• (ALLAH ke yahan) Aasmano mey Tazkirah honga.
• ALLAH ka saath
• Bande ka ye Kalimaat Kahna har uus cheez se Ziyaada Mahboob (pasand/piyaara) hai jispar Suraj Tulu (sunrise) hota hai (yaani puri Dunya) kyuke uuska (tisre kalme ka) Aj'ar aur Sawaab Baaqi rahenga aur Dunya apne Tamaam Saaz aur Saamaan Samet khatam ho jaayengi…!!
• Jo Shakhs DiL se is kalme ko kehta hai toa ALLAH kehta hai : “Mera Banda Mera Farmabaddar ho gaya aur apney aap ko merey hawaale kar diya”
• ye Kalimaat (words) Qayaamat ke Din apney padhney waaley ke liye Aage - Pichhey - Daaye - Baaye se aayenge aur uusko Najaat dilaaney waale honge !!
Aur yehi wo Nek Aa’maal hai jinka Sawaab hamesha milta rahta hai…!!
Aur yehi wo Nek Aa’maal hai jinka Sawaab hamesha milta rahta hai…!!
Note :- Tamaam Fazilatey Aaj Ka Sabaq No. MYP-AKS- 149, 175, 184, 531, 646, 637,705,770, 791, 843 aur 878 ke Mubabiq hai...
Terms & Conditions Apply/Shartey Laagu :
Jaadu-Tona karna, Bila Kasur Talaaq Dena-Khula Maangna, Gumraahi wali Baat ko Deen kahkar logon mein failana, gairHadees ko Hadees kahkar aage badhana, Jhuthe Khwaab bayaan karte rahna, ALLAH walon ki Toheen karte rahna, Qarz, Amaanat, Miraas, Huqu ul Ibaad (logon ke huquuq/human rights), Qaza Namaaz, Qaza Rozeh, baaqi Qurbaani, baaqi Farz Haj, pichhli–mavjudaah baaqi Zakaat, baaqi Kaffara, pichhla–baaqi Fitra, Rail-Bus mein Bila Ticket Safar, Meters mein setting-Gadbad karke Gas, Bijli, Paanee wagairaah ki chori, Kisi Insaan ko ya Kisiki 2-3-4 Wheeler ko Takkar Maarkar-Nuqsaan Pahoochakar Bhaag jaana, AibDaar maal Aib bataye bagair hi bechna, Kisi ka bhi Nuqsaan karna, Kisi ko Satana-Takleef Dena, wagairaah ye sab Gunaah, Logon ke Huquq waigairah Tavbaah - Istaghfaar, Kaamil Wuzu, Kaamil Namaaz, Roney GidGidaane se ya koi bhi DuAa, Daruud Shareef padhney ya Mannato se ya Yawm ul Arfaah ki Haajri-Yawm ul Arfaah ki DuAa, Haj, SalaatusTasbih se ya aur koi bhi Nuskhey se muAaf NAHIN HONGE, Lihaaza jald se jald inn Tavbaah-Istagfaar-Tasbeeh-Nuskhoo se MuAaf Nahin honewale Tamaam Gunaaho ki Mukammal Tafseel Ulma se maalum karke in Gunaaho ki MuAafi - Talaafi - Adaigee kaisey ki jaaye ye Ulma se Puchhkar favran amal kijiye kyuke Zindagee ka koi bharosa Nahin. Zindagee ke is mavqe ka Faaydaah uuthaaeeye warna ye Mavquah aur Zindagi Naa Milegi Dobaara
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.

Note : Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.
--------------------/--------------------/---------------------
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..
------------/------------/-------------/----------------/-------
Post a Comment