****Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-876****
**Safar e Mearaaj - 7***
Masjid e Aqsa se SidRatil MunTaha (53:13-14) jaane ke liye Ek ‘MeAraaj’ (Nuuri sidi/Lightning Velocity Escalator) laayee gayee...
‘MeAraaj’ ke zariye SidRatil MunTaha ka safar shuru karne se pehle Efreed (taqaatwar dev 27:39) aur Jinnaat ke Shar se bachney ki ye DuAa Padhne ki Hazrat Jibrail a.s ne RasulALLAH sal ko Darkhwaast ki :-
A’uuzu Bi-WajhiLLAAHil Kareemi wa bi Kalimaatil Laahit Taammatil Lati Laa-Yujaa
Vi-zu-hunna Barruw wala Faajirun min Sharri Maa YanziluMinasSamaa-ee
wa Sharri maa Ya’ruju Feeha, wa Sharri Maa Zara’Aa Feel Ardi, waSharri maa
Yakhruju minha, wamin Fitnil Layli wanNahaar, wamin Tawaariqil LayliwanNahaari illaa
Taariqai Yatruqu bi Khay-riy, Yaa Rahmaan
Vi-zu-hunna Barruw wala Faajirun min Sharri Maa YanziluMinasSamaa-ee
wa Sharri maa Ya’ruju Feeha, wa Sharri Maa Zara’Aa Feel Ardi, waSharri maa
Yakhruju minha, wamin Fitnil Layli wanNahaar, wamin Tawaariqil LayliwanNahaari illaa
Taariqai Yatruqu bi Khay-riy, Yaa Rahmaan
(baaqi kal inshaALLAH To be continued...)
Aaj ka Sabaq No. 540 aur Aaj ka Sabaq No. 876 kee Audio/image Ek hee hai, sirf Number Badli karke release kee gayee hai lihaaza jinhone Aaj ka Sabaq No. 540 kee Audio/Image Download kee hai wo double se Aaj ka Sabaq No. 876 kee Audio/Image Download Naa karey...Yaad rahey, Downloading jitnee kam kee jaayengee uutnaa hee Deen ka Faaydaah hai....Deen ke Dushmano ko Ek GB Downloading par Rs.20/- Bees Rupye Munafa milta hai jismese Rs.5/- BeDeene Failaaney mein Kharch hota hai lihaaza Sakht Zarurat aur Majburee mein hee Downloading kijiye...
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Note : Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.
---------------------------/------------/---------------------
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..
--------------/---------------/----------------/---------------
Post a Comment