****Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-867****
****Hazrat Isaa a.s ke Mutalliq*****
****4 Bunyaadee Aqaaeed (Beliefs)****
1) Hazrat I'saa a.s. Bagair Baap ke Paidaah hue thea...
(koi agar ye Aqeedaah rakhey ke I'saa a.s. dobara Naye Baap aur Nayee Maa ke Zariye Paidaah honge ya Qaadyaanee malun ya Shakeel bin Hanif malun kee Hasiyat se Dobaraa Paidaah ho gaye hai toa wo Muameen - Muslim nahee, Kaafir hai)

2) (abhee Tak) Hazrat I'saa a.s. ki Mavt Nahee hue, Hazrat I'saa a.s. ko Aasmaan par Zinda Uutha liya gaya hai aur Aaj kee taarikh tak Hazrat I'saa a.s. Aasmaan par Zindaah hai...
(koi agar ye Aqeedaah rakhey ke I'saa a.s. kee Zameen par yaa Aasmaan par Mavt ho gayee hai toa wo Muameen - Muslim nahee, Kaafir hai)
(koi agar ye Aqeedaah rakhey ke I'saa a.s. kee Zameen par yaa Aasmaan par Mavt ho gayee hai toa wo Muameen - Muslim nahee, Kaafir hai)
3) Qurb e Qayaamat Hazrat Imaam MahDee razi. ke Zuhur ke baad Hazrat I'saa a.s. ka uunke Asli Jism ke saath Aasmaan se Nuzul (revelation) honga es baat par Imaan lanaa.
(koi agar ye Aqeedaah rakhey ke Hazrat I'saa a.s. Dobara Paidaah honge toa wo Muameen - Muslim nahee, Kaafir hai. Sirf Hazrat I'saa a.s. hee Nahee, kisee bhee Insaan ke mutaalliq Wilaadat e Saani yaanee Re-Birth/second Birth/Punar Janam ka Aqeedaah Rakhna Kufr hai)

4) Hazrat Imaam MahDee razi. aur Hazrat I'saa a.s. Dono Alag Alag Shakhsiyat hai es Baat par Imaan lanaa.
(koi agar ye Aqeedaah rakhey ke Hazrat Imaam MahDee razi. aur Hazrat I'saa a.s. Ek hee Shakhsiyat hai toa wo Muameen - Muslim nahee, Kaafir hai)
Note : * 1991 se Shakeel Bin Hanif Naam ke Ek Maalun Shakhs Ne imaam mahDee aur hazrat i'saa kee haseeyat se Paidaah hone ka Daawaa kiya hai, Shakeel Bin Hanif maluun aur uusse imaam mahDee aur hazrat i'saa ibn e maryam kee haseeyat se Paidaah honeko maannewalo par Kufr ka Fatwaa Daar ul uuloom Deoband aur Dusrey Madaarees ne Diya hai, agar koi Imaan kee Tamaam Baaton ko Haq Maanta ho lekin saath mein Shakeel Bin Hanif maluun ko imaam mahDee aur hazrat i'saa kee haseeyat se Paidaah honeko maanta ho toa wo Muameen aur Muslim Naheen hai.
Fitnaah e Shakeel bin Hanif kee Details es Site par Mavjud hai :
Fitnaah e Shakeel bin Hanif kee Details es Site par Mavjud hai :
www.shakeelbinhanif.blogspot.in
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Note : Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.
-----------------------/----------------------/-----------------
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet.
-----------------/-------------/----------------/--------_-----
Post a Comment