***Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-866****
Imaan kee Mootee-mootee
4+6=10 Baatey
4+6=10 Baatey
1) ALLAH Ek hai, uuska koi Shareek Naheen, uuske siva koi bhee Ibaadat ke laayak Naheen, wo har Shay par Qaadeer hai, wo kisika Muhataaj Naheen, sirf ALLAH ke Paas hee Zaatee ilm e Gayb hai, Tamaan Kaaynaat ka Khaaliq aur Maalik hai, Naa ALLAH ka koi Betaa/Betee hai aur Nahee ALLAH ka koi Baap hai, Naa wo kisee se Paidaah hua hai aur Naa uusse koi Paidaah hua hai, uuske jaisa koi bhee Naheen....
2) Hazrat Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم ALLAH ke Rasul aur Nabi hai aur Khaateem un Nabi hai, Aap ke Baad Naa koi Nabi aaney wala hai naa Rasul Paidaah hone wala hai aur Naa kisee Paidaah hue Shakhs ko Nabuwat milengee...
3) Hazrat Aadam a.s. se Hazrat Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم tak Tamaam Nabi/Rasul par Imaan laanaa...
(aur Hazrat I'saa a.s. kee Mavt Nahee hue hai aur uunko Aasmaan par Zindaah uutha liya gaya hai es baat par Imaan laanaa aur Qurb e Qayaamat Hazrat Imaam MahDee razi. ke Zuhur ke baad Hazrat I'saa a.s. ka Aasmaan se Nuzul honga es baat par Imaan laanaa, Hazrat I'saa a.s. Dobara Paidaah honge ye Jhuthee Baat par Yakeen rakhna Kufr* hai)
* 1991 se Shakeel Bin Hanif Naam ke Ek Maalun Shakhs Ne imaam mahDee aur Hazrat i'saa kee haseeyat se Paidaah hone ka Daawaa kiya hai, Shakeel Bin Hanif maluun aur uuse imaam mahDee aur hazrat i'saa bin maryum kee haseeyat se Paidaah honeko maannewalo par Kufr ka Fatwaa Daar ul uuloom Deoband aur Dusrey Madaarees ne Diya hai, agar koi Imaan kee Tamaam Baaton ko Haq Maanta ho lekin saath mein Shakeel Bin Hanif maluun ko imaam mahDee aur hazrat i'saa kee haseeyat se Paidaah honeko maanta ho toa wo Muameen aur Muslim Naheen hai.
Fitnaah e Shakeel bin Hanif kee Details es Site par Mavjud hai:
www.shakeelbinhanif.blogspot.in
4) Chaar Aasmaanee Kitaabey ; Tavraat, Zabur, Injeel, QurAan aur Tamaam Aasmaanee Saheefo par Imaan laanaa ke ye Tamaam ALLAH ke taraf se hai !!
(QurAan ke ilaawa Tamaam Kitaabey aur Saheefo mein milawat ho gayee hai aur aaj kee taarikh mein uuska wujud bhee naheen hai esliye QurAan ke ilaawa inka padhna durast nahee, Bible ko Injeel Maanna Ghalat hai, Bible mein Injeel kee kuchh Baatey ho saktee hai esliye Bible ka Padhna Durast Naheen ho sakta.)
5) Jannat ke hone par.
6) Dozakh ke hone par.
7) Achchhee-Buree Taqdeer par.
8) Aalam e Barzakh par.
9) Tamaam Insaano ko Qayaamat mein Qabron se uuthaney aur uunkey Zindaah hone par Imaan rakhna aur Qayaamat ke Din sab ka Hisaab honga es Baat par Imaan rakhna ...
(jo logon kee laash dunyaa mein Jalaa de gayee hai uunko bhee ALLAH apnee Qudrat se Zindaah karenga es baat par bhee Imaan laanaa zaruree hai)
10) Tamaam Farishton par.

Note :
Imaan ke uupar wale list mein Imaan kee Mootee-Mootee Baatey Bataayee gayee hai, Mukammal list Idaara e Deeneeyaat kee Kitaab mein, Daar ul Uuloom Kanthaariya se Chhapee Mavlana Ismail Manubari rh kee Gujraatee Kitaab 'Islaamee Aqaaeed aney Ahkaam' aur dusree Kitaabo mein Mavjud hai...(Qareeb 87 Aqaaeed hai)

Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.

Note : Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.
------------------/----------------/-------------/--------------
RaDd e MudDaaee: Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
------------------/----------------/-----------------/-----------
Post a Comment