Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-851
Azaan Kaisey Shuru hue ??
Sayyadna Hazrat Uumar ibn e Khattaab razee. aur Hazrat abduLLAAH ibn e Zaid ibn e abdurRabbee razee. ko Khwaab mein Azaan aur Iqaamat ke Bol sikhaaye gaye thae, es Khwaab ke Alfaaz ko RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne Haq bataya tha aur Hazrat Bilaal razee. ko ye hi Alfaaz ke zariye Azaan deney ka Hukm diya tha.
(mafhum e Hadees Abu Daawuud Shareef)
---------------;;;;;-----------/-------------------/---------;;;;;;--
Ye Kalma Padhney wale ke liye
Farishto ki JamaAt Istaghfaar kartee hai...
Farishto ki JamaAt Istaghfaar kartee hai...
Sub-Haan ALLAHi wal HamduLILLAH
wa Laa iLaaha illal LAAHU
waLLAHu Akbar wa TabaarakALLAH...
wa Laa iLaaha illal LAAHU
waLLAHu Akbar wa TabaarakALLAH...
Flash Back : ye Tasbih Aaj ka Sabaq No. 826_MYP mein bhi batayee gayee thee...
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
-----------------------------/----------------/----------------
Note :
Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.

----------------------------/---------------/------------------
AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-167
Huquq ul Ibaad/Human Rights -155
Haraamee kehkar Bohtaan laganey wale ko
bhee Narmee se Jawaab diyaa !!
bhee Narmee se Jawaab diyaa !!
Aaj Ka Sabaq mein Hazrat Mufti Asif Laapuri sb db ne Gujishta kal ye Bataya tha ke Surah Aaraaf kee Aayaat No.66 se Saabit hai ke Hazrat Hud a.s. ne Qaum ke Tanz ka Jawaab Narmee se diya tha..
.
Ab Aage Padhiye...
.
Ab Aage Padhiye...
Sayyadna Hazrat Shah Ismail Shaheed rh Shaahee Khaandaan ke Shehzaadey aur Chootee ke ALLAHwaaley thea jinkey BeHisaab Mureed thea...Ek martaba Delhi kee Jaamaa Masjid mein bharey Majmey mein Khitaab kar rahe thea tabhee Ek Shakhs ne Khade hokar Aap ko Haraamee kaha !!
Sochoo...es jagah hum hotey toa Mureedo ko Ishaara karke uus Shakhs ki Tikka-Boti karwa detey lekin yaha aisa kuchh bhee Nahee hua...Sayyadna Hazrat Shah Ismail Shaheed rh ne bahoot hee Narmee se jawaab diya ke :
Aap ko Ghalat Itteela mili hai... Merey MaaBaap ke Nikaah ke Gawaah toa Aaj bhee Delhi mein Mavjud hai ...!!
Aap ko Ghalat Itteela mili hai... Merey MaaBaap ke Nikaah ke Gawaah toa Aaj bhee Delhi mein Mavjud hai ...!!
Point....Nukta....
Aaj ke Daur mein Haraamee lafz Aam ho gaya hai...Naa koi Bolney mein Sharm mahsus karta hai Naa Sunney mein hatta ke ye lafz 100 % Bohtaan hai kyuke bolney wale ko kaisey pata chala ke Fula Shakhs Haraamee hai...??
-----------------------------/----------------/----------------
RaDd e MudDaaee:
Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...

Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..
------------------/------;;-;;------------/-----------------------
Post a Comment