Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-849
Jaan-Maal-Izzat-Aabru aur Imaan
kee Hifaazat ka Anmool Nuskhaah...
kee Hifaazat ka Anmool Nuskhaah...
Roz Subah-Shaam aur NaaMunaaseeb Haalaat mein Awwal-Aakhir 1+1/ziyaadaah Martabaah koi bhee Duruud Shareef ke saath 3+3 Martaba QurAan kee Aayaat se Banee DuAa No. 1 aur QurAan kee Aakhree Do Suraton ki 5+6=11 Aayaatey jisey Muawwazatein kaha jaata hai uusey Mukammal bismiLLAAHirRahmaaNirRaheem ke saath Padhiye :
1)
bismiLLAAHirRahmaaNirRaheem
Rabbi Kun Maa’ee
bismiLLAAHirRahmaaNirRaheem
Rabbi Kun Maa’ee
# ye Duaa Surah (No.09) Tavbaah, Aayaat No.40 (09:40 part) Laa Tahzan innaLLAAH Ma'aNaa se Banaaee Gayee hai.
2)
bismiLLAAHirRahmaaNirRaheem
Qul Auuzu biRabbil Fa-Laq, Min Sharri Maa Khalaq,
wa MinSharri Gaasiqin Iza Waqab, wa Min Sharrin Naffaasaati Fil Uuqad
wa Min Sharri Haasidin iza Hasad

Surah (No.113) Falak, Aayaat No.01-05 (113:01-05)
3)
bismiLLAAHirRahmaaNirRaheem
Qul Auuzu biRabbin Naas, Malikin Naas, iLAAHin Naas, Min Sharril WasWaasil KhanNaas.
ALLazi yuwasVisu Fee Suduurin Naas Minal Jinnati wanNaas.

Surah (No.114) Naas, Aayaat No.01-06 (114:01-06)
Mafhumi Tarjamey :
1) aye Merey Rabb...Tu (har kaam mein) Merey Saath ho jaa...
(RasulALLAH aur Sayyadna Hazrat AbuBakr Siddique razi. Dauraan e Hijrat Gaar e Soor mein qayaam kiya tha aur Dushman Talaash ke liye Gaar e Soor ke Qareeb aa chuke thea tab Surah (No.09) Tavbaah, Aayaat No.40 (09:40 part) Laa Tahzan innaLLAAH Ma'aNaa ye aayat uus waqt Naazeel hue thee jiska Mafhumee Tarjama hai ; (Tu) Mat Gham kar, beshak ALLAH humarey saath hai... esee aayaat se Ulmaa ne Rabbi Kun Maaee Duaa Banaaee hai)

2) Kaho mai Panah leta hu Subah ke Rabb ALLAH ki, uuski Kul Makhluuk ke Sharr se ALLAH ki Panaah leta hu aur Raat ke Andherey ke Sharr se ALLAH ki Panaah leta hu aur Jaadu ke bol Phuukkar Ghaath (knot) bandhnewali Auratey (aur mardo) ke Sharr se aur Panaah leta hu ALLAH ki Hasad karney wale ki Hasad ke Sharr se jab wo Mujhpar Hasad karey...
3) Kaho mai Panaah leta Kul Insaan ke Rabb ALLAH ki (jo) Kul Insaan ka Maalik hai (jo) Kul Insaano ka Maabud hai, uuske Sharr se jo Waswasey Daalkar Hat jaaney wale (shaitaan) se jo Insaan ke DiLo mein WasWasa daalta hai chahe wo Jin hoya Insaan ho...
Composition Approved by / Tasdeekshuda :
Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.

--------------------_-
Note :
Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.

--------------------------------/--------------/-----------
AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-165
Huquq ul Ibaad/Human Rights -153
Kisee ko Taanaa ya Tanz Nahee dena
1,24,000 Nabeeyon kee Sunnat hai
Aaj ke Daur mein Taana-Tanz Dena
Ek Khubee Samajhee jaatee hai...
Aaj ke Daur mein Taana-Tanz Dena
Ek Khubee Samajhee jaatee hai...
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
وَلَا تَلْمِزُوا أَنفُسَكُمْ وَلَا تَنَابَزُوا بِالْأَلْقَابِ

Mafhumee Tarjama :..
.aur Ek Dusron ko Taana Naa diya karo aur Ek Dusron ko Burey Laqaboo* (Burey Title/Burey Naamo) se (bhee) Naa Pukaara karo...

* Lambbu-Teengguu-Kaana-Chashmism,Takla, Tapoori...
Aaj ke Daur mein Taana-Tanz Dena, Lapet kar baat Pesh karna Ek Funn-Hunar Samajha jaataa hai...

Shaikh ul Islaam Hazrat Mufti Taqee Usmaani Sahib db ke Waalid Muhataram aur Sahib e mAareef ul QurAan Hazrat Mufti Shafee sahib Deobandi rh ne ek mooke par Farmaya tha ke 1,24,000 Nabeeyon mein se kisee ne Kisee bhee Insaan ko Taanaa ya Tanz Nahee diyaa tha aur Naahee Fahash Baat kee thee !!
Point....Nukta....
Taana-Tanz 100 % Rizaa e Nafs ke liye hee diya jata hai aur Riza e Nafs ke liye kiye jaaney wale Tamaam Kaamo mein Fitna Chhupa hua hota hai...!!
-------------------------------/---------------/--------------
RaDd e MudDaaee:
Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...
Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..

---------------/----------------/----------------/--------------
Post a Comment