Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-847
Azmat e Sahaabaa rizwn.
Hazraat e Sahaba e Kiraam rizwn. RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ke Dunya ke Aakhree Dino mein RasulALLAH kee TabiAt Naasaaz hone kee Wajeh se BeChain thea aur RasulALLAH صلی اللہ علیہ وسلم ne bhee Dunya ke Aakhree Dino mein aur TabiAt Naasaaz hone ke Baawajud Hazraat e Sahaba e Kiraam rizwn. ko Dekhney/Milney ka Iraadaa Farmaya tha !!
--------
----------------------/-----------------/------------------------
----------------------/-----------------/------------------------
3 Martaba padho, 3 Khajur ke Darakht Jannat mey lagaao
Sub-haanALAAHil Azeemi wa-bi-Hamdihi
Mafhumi Tarjama :
(mai bayaan karta hu ke) Paak hai ALLAH (jo Bada) Azmatwala aur (Tamaam) Hamd (Tareef) ALLAH (hi ke liye hai).
Note :
1) ye Mafhumi Tarjama hai, lafzi ya word by word Tarjama Ulma se MaAluum kijiye...
2) ALLAH ko Aap ki jagah Tu se Mukhaatab karney mey Tavheed aur Pyaar ki Jhalak hai, gairuLLAH ko Pukaarney wala gairuLLAH ko kabhi Tu se Mukhaatab Nahin kehta...!!
Composition Approved by / Tasdeekshuda : Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
---------------
----------------------/-----------------/-------------------------
----------------------/-----------------/-------------------------
Note :
Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.

--------------------
----------------------/-----------------/---------------------------------------
----------------------/-----------------/---------------------------------------
AAJ KA SABAQ No. MAL-AKS-163
Huquq ul Ibaad/Human Rights -151
Imaan kee Jaach :
Muameen Zubaan se Kya Kya Nahee Bolta ??
بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
وَلَا تَلْمِزُوا أَنفُسَكُمْ وَلَا تَنَابَزُوا بِالْأَلْقَابِ
وَلَا تَلْمِزُوا أَنفُسَكُمْ وَلَا تَنَابَزُوا بِالْأَلْقَابِ
Mafhum e Hadees :
* Muameen Taanaa Deney wala Naheen hota...
* Muameen Laanat Karney wala Naheen hota..
.
* Muameen Fahash Kalaamee karney wala Naheen hota...
.
* Muameen Fahash Kalaamee karney wala Naheen hota...
* Muameen Bad Kalaamee Karney wala Naheen hota...
Arabee She'r ka Mafhumee Tarjama :
Nezeh ke Zakham toa Bhar jatey hai lekin Zubaan se Lagaaye hue Taaney ke Zakham Nahee Bhartey !!
Nezeh ke Zakham toa Bhar jatey hai lekin Zubaan se Lagaaye hue Taaney ke Zakham Nahee Bhartey !!
# Ara'bee Zubaan mein Taaney se Muraad Nezaa (sphere) Marna hota hai yaanee kisiko Taanaa dena aisaa hai jaisey kiseeko Nezaa maarkar Zakhmee karna...
• Point...Nukta...•
Hamesha Taanaa Deney wale, Laanat Karney wale, Fahash Kalaamee karney wale aur Bad Kalaamee Karney wale Muameen ko uupar wali Hadees ke Ainey mein Apney Imaan kee Jaach (Diagnose) karnee chaheeye...
----------------------/-----------------/-----------------------------------
RaDd e MudDaaee:
Sabaq ki Simaaet (audio) ki Aham Baaton ko is Parchey (pamphlet) mein shaameel karney ki har mumkeen koshish ki gayee hai Phir bhi is Parchey (pamphlet) ke Aq’s e Barqi (electronic image) se Ilm haasil karney se Pehle ya Baad mey Sabaq ki Simaaet (Audio) sunney ki Raaey hai...

Disclaimer : Every effort has been taken to transcript the intact data from Audio of the Sabaq, and framing it in a Electronic Image of the Pamphlet, but further more it is recommended to listen the Audio of the particular Sabaq before or after acquiring scholarship by this Pamphlet..
----------------------/-----------------/------------------------
Post a Comment