0
Aaj ka Sabaq No. MYP-AKS-838
Kabhee Kabhee Namaaz e Vitr ke Baad ye
Anmool DuAa Baithey Baithey Padh Lijiye
Sub-Haanal Malikil Quddus.
Note : ye Duaa Vitr kee Namaaz ke Andar Padhna Durast Nahee...
2) ye Duaa Vitr kee Namaaz ke Andar Padhna Durast Nahee...
-------------------!!!!---------;;;;-------------!!!!---------;--
Ye 2 Kalimaat hamesha padhtey Rahiye kyunke ye Kalimaat) Zubaan par (padhne ke atebaar se) Aasaan (halke) hai, (lekin Neki ke Aitbaar se) Mizaan (taraazu) par bhaari hai (aur) Rahmaan (ALLAH) ko bahoot pasand hai
(mafhum bukhaari Shareef)
Sub-HaanALLAHI wa-bi-Hamdihi Sub-HaanALLAAHiL Azeem
Fazilatey :
• 2 Khajur ke Darakth Jannat mey lagaaye jaayenge.
• ALLAH tAala Raazi honga…
Composition Approved by / Tasdeekshuda : Hazrat Mufti Abdul Qayyum (sb db.) Bin Hazrat Mavlana AbdurRasheed Ajmeri sb db.Raandair, Surat, Gujarat, India.
----------------//---------------//---;;;;--------------------
Note :
Aaj ka Sabaq ki Simaaet (audio) aur Aqs e Barqee (electronic image) mein Quraan ki Aayaat aur Hadees ka Mafhumi (gisty) Tarjama bataya/likha jata hai lihaza Lafzee-Word by Word Tarjame aur mukammal Tafseel-Tafseer ke liye Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh ka Bayaan ul QurAan, Hazrat Mufti Shafee Sahib Deobandi rh ka mAareef ul QurAan aur Hazrat Manzur Noomaani rh ka mAareef ul Hadees ka mutaala kijiye.
--------------------------------/----------------/------------

Post a Comment

 
Top