
Maaldaar banney ka Anmool Nuskhaah Kaarobaar (bussiness) mein Taraqqee (increment) aur Maaldaar (rich) bananey wala Anmool Duruud shareef
Rozaanaa 313/Ziyaadaah Martaba Padhiye :
ALLAHumma Salli Alaa Muhammadin Abdika wa
Rasuulika wa Salli Alal Mu’mineen wal Mu’minaat
wal Muslimeen wal Muslimaat
*Momin aur #Muslim :
*Muamin = Imaan (belief) ki Tamaam Zaahiri aur Gayb ki Baaton ko DiLoDimaag se Qubuul karnewala Insaan.
#Muslim = Sunnaton ke Mutabiq Denee – Dunyaawee kaam karney wala Momin.
Mafhumi Tarjama :
aye ALLAH...Rahmat Naazeel Farma Muhammad (sal) par (jo Terey) Bande aur Rasul (hai) aur Rahmat Naazeel Farma (tamaam) Muamin* Mardo aur Muamin* Avrato par aur Muslim# Mardo aur Muslim# Avrato par.
Notes :
Ye Duruud Shareef ka Segaah, Rozana 313 Martaba Padhne ka Nuskhaah aur Kaarobaar mein Taraqqee/Maaldaari ki Fazilat Hazrat Allamah Makhdum Muhammad Haashim Sindhi rh ki beMisaal Kitaab 'ZareeAt ul Vus ul Ilaa JanaabirRasul' ke safha number 157 par likhi hai. Hazrat Mavlana Muhammad Yusuf Ludhyaanvee Shaheed rh ne isey Mujarrab Wazeefa bataya hai aur Ulma bhi issey mutafiq hai aur Shaikh ul Hadees Hazrat Mavlana Muhammad Zakariya Kandhalvee rh ki MashHuur aur maaruf Kitaab 'Fazail e Aamaal/Fazail e Duruud' jild-1 safha No.27 par bhi hai.
-----------------------------------
AAJ KA SABAQ No. MAL-AKSS-009
Audio Download :
https://docs.google.com/uc?authuser=0&id=0By0HKMbEvyExTlVfdDUzcVVxcGs&export=download
__________________________________________
Post a Comment